Search

Wednesday, August 7, 2019

Top 100 Aadat Shayari in Hindi 2022



Aadat Shayari in Hindi 2022: Top 100 aadat Shayari in hindi of this New year 2022 are given below for our daily status and time line updates. 

Top 100 Aadat Shayari in Hindi 2022

Aadat Shayari in Hindi 2022


1.
Ek Aadat Si Ho Gayi Hai Chot Khane Ki,
Bheegi Hue Palko Sang Muskurane Ki,
Kash Anjam Wafa Ka Hum Pehle Hi Jante,
To Kosish Bhi Nahi Karte Dil Lagane Ki. ๐Ÿ’”

2.
Tumhari Pasand Hamari Chahat Ban Jaye,
Tumhari Muskurahat Dil Kee Rahat Ban Jaye,
Khudaa Khushiyon Se Itna Khush Kar De Aapko,
Ki Aapko Khush Dekhna Hamari Aadat Ban Jaye!
Good Morning ๐ŸŒน

3.
Toot Jaayegi Tumhari Zid Ki Aadat Us Din,
Jab Pata Chalega Ke Yaad Karne Wala Ab Yaad Ban Gaya. ๐Ÿ‚

4.
Intezaar Ki Arzoo Ab Kho Gayi Hai,
Khamoshion Ki Aadat Si Ho Gayi Hai,
Na Shiqwa Raha Na Shiqayat Kisi Se,
Bas Ek Mohabbat Hai,
Jo Inn Tanhayion Se Ho Gayi Hai.

5.
Aadat Badal Do Kaise Tere Intezaar Ki,
Ye Baat Ab Nahi Hai Mere Ikatiyaar Ki,
Dekha Bhi Nahi Tujh Ko Phir Bhi Yaad Karte Hai,
Bas Aise Hi Khushbu Hai Dil Me Tere Pyar Ki.. ๐Ÿ’–

6.
Mohabbat Ki Saza Bemisal Di Usne,
Har Pal Udas Rahne Ki Aadat Daal Di Usne.

Raah Chalte Girta to Khud Uth Jaata,
Mohabbat Me Gira Huu Ab to Khuda Hi Uthayega.

Yaad Aate Hain to Kuch B Nahi Karne Dete,
Aache Logon Ki Yehi Baat Burri Lagti Hai.

Logo Ne Roz Kuch Naya Maanga Khuda Se,
Ek Hum Hi Tere Khayal Se Aage Nahi Gaye.

Mat Pucho Kese Guzarta Hai Har Pal Tere Bina,
Kabhi Baat Karne Ki Hasrat Kabhi Dhekne Ki Tamnna.

Kabhi Seene Se Lag Kar Sun Wo Dhadkan,
Jo Har Pal Tere Sath Jeene Ka Zidd Karti Hai.

Be Khabar Bhi Rehte Ho Aur Khabar Bhi Rakhte Ho,
Baat Bhi Nahi Karte Aur Pyar Bhi Karte Ho.

Yu Meri Najdikiyaa Jo Badh Gai Gairo Se Galib,
Naseeb Esa Tha Ki Duriyaa Mohabbat Se Hi Hogi.

Log Padh Lete Hain Meri Ankho Se Tere Pyar Ki Shidat,
Mujh Se Ab Aur Tere Ishq Ki Hifazat Nahi Hoti.

Zindagi Guzar Rehi Hai Imtihano Ke Dour Se,
Ek Zakhm Bharta Nahi Aur Dusra Aane Ki Zidd Karta Hai.

7.
Bhulkar Hamein Agar Tum Rehte Ho Salamat,
Toh Bhulke Tumko Sambhlna Humein Bhi Aata Hai,
Meri Fitrat Mein Yeh Aadat Nahi Hai Varna,
Teri Tarah Badal Jana Humein Bhi Aata Hai.

8.
Uske Sath Rehte Rehte Uski Chahat Si Ho Gayi Hai
Usse Baat Karte Karte Mujhe Uski Aadat Si Ho Gayi Hai,
Ek Pal Na Mile Toh Bechani Si Lagti Hai
Dosti Nibhate Nibhate Usse Mohabbat Si Ho Gayi Hai!

9.
Sar Jhukane Ki Aadat Nahi Hai,
Aansu Bahane Ki Aadat Nahi Hai,
Hum Kho Gaye to Pachtaoge Bahut,
Kyun Ki Hame Laut Ke Aane Ki Aadat Nahi Hai.

10.
Bin Baat Ke Hi Roothne Ki Aadat Hai,
Kisi Apne Ka Saath Paane Ki Chahat Hai,
Aap Khush Rahe, Mera Kya Hai..
Mai to Aaina Hu, Mujhe Tootne Ki Aadat Hai.

11.
Meri Zindagi Se Khelna to Sab Ki Aadat Ban Gayi Hai,
Kash Hum Khilona Ban Ke Bikte to Aaj Kisi Ek Ke to Ho Hi Jate

12.
Chor to Sakta Hu,
Magar
Chor Nahipate Use,
Wo Shaks Meri Bigri Huyi,
Aadat Ki Trha Hai.

13.
Kash Tum Humare Hote Saas Hi Ruk Jati,
Agar Ye Lafz Tumhre Hote.

14.
Mohabbat Hamari Bhi Asar Rakhti Hai,
Buhat Yaad Aayege Zara Bhool Kar to Dekho

15.
Baad Marne Ke Bhi Usne Chhora Na Dil Jalana..
Roz Phaink Jata Hai Phool Sath Wali Qabar Par,

16.
Nahin Karenge Aaj K Bad Kabhi Mannte Tumhri,
Khuda Jab Raazi Hoga Tab Tum to Kya Har Cheez Meri Hogi

17.
Kal Ki Raat Ka Aalam is Kadar Tha Yaaro,
Uski Yado Ne Meri Ankho Ko Sone Na Diya

18.
Teri Judai Ke Shikwey Mai Kis Se Karoon,
Yaha Her Koi Ab Bhi Tujhe Mera Samjhta Hai

19.
Aaj Phir Zindagi Ne Ek Naya Sabaq Diya,
Aaj Phir Apno Ne Mujhe Gair Kar Diya.

20.
Chor to Sakta Hu,
Magar
Chor Nahipate Use,
Wo Shaks Meri Bigri Huyi,
Aadat Ki Trha Hai.

21.
Hamne Pyar Nahi Ishq Nahi Ibaadat Ki Hai,
Rasmon Se Riwajon Se Bagawat Ki Hai,
Manga Tha Hamne Jise Apni Duaon Me,
Usi Ne Mujhse Juda Hone Ki Chahat Ki Hai.

22.
Mujhe Rulakar Sona..
To Teri Aadat Ban Gayi Hai,
Jis Din Meri Aankh Na Khuli..
Tujhe Neend Se Nafrat Ho Jayegi.

23.
Teri Dosti Ki Aadat Si Pad Gayi Hai Mujhe,
Kuch Der Tere Sath Chalana Baki Hai.
Shamshan Mein Jalta Chodkar Mat Jana,
Warna Ruh Kahegi K Ruk Ja,
Abhi Tere Yaar Ka Dil Jalna Baki Hai.

24.
Tumhari Khamoshi Hamari Aadat Hai,
In Dooriyon Mein Bhi Hamari Chahat Hai,
Hamari Zindagi Agar Khubsurat Hai,
To Uski Wajah Bhi Aapki Muskurahat Hai.

25.
Aadat Alag Hai Hamari Duniya Walo Se,
Kam “dost” Rakhte Hai
Magar
“lajawab” Rakhte Hai
Beshak Hamari Dosti Ki Mala Choti Hai..
Par Phool Us Main Sare “gulab” Rakhte Hai.

26.
Unko Ye Shikayat Hai Ki Main Bewafai Pe Nahi Likhta,
Aur Main Sochta Hun Ki Main Unki Ruswai Pe Nahi Likhta,
Khud Apne Se Jyada Bura Jamane Me Kaun Hai,
Is Liye Main Auron Ki Buraai Pe Nahi Likhta,
Kuchh Toh Aadaton Se Majbur Hain Aur Kuchh Fiaraton Ki Pasand Hai,
Jakhm Kitne Bhi Gehre Ho, Main Unki Duhai Pe Nahi Likhta,

27.
Ek Alag Si Pehchaan Banane Ki Aadat Hai Humein,
Zakhm Ho Jitna Gehra Utna Muskurane Ki Aadat Hai Humein,
Sab Kuch Luta Dete Hai Dosti Mein,
Kyunki Dosti Nibhaane Ki Aadat Hai Humein.

28.
Har Dost Se Achi Baat Karna Fitrat Hai Hamari,
Har Dost Khush Rahe Hasrat Hai Hamari,
Koi Hum Ko Yad Kare Na Kare,
Har Dost Ko Yaad Karna Aadat Hai Hamari.

29.
Dil Todna Humari Aadat Nahi,
Dil Hum Kisi Ka Dukhate Nahi,
Bharosa Rakhna Meri Wafaon Pe..
Dil Me Basa Ke Hum Kisi Ko Bhulate Nahi

30.
Bhula Ke Mujhko Agar Tum Bhi Ho Salamat,
To Bhula K Tujko Smbhalna Muje B Aata Hai
Nahi Hain Meri Fitrat Mein Ye Aadat Warna,
Teri Tarah Badalna Mujhe Bhi Aata Hain!

31.
Ishq-a-bewafai Ne Daal Di Hai Aadat Buri,
Main Bhi Sharif Hua Karta Tha is Zamane Mein,
Pehle Din Shuru Karta Tha Masjid Mein Namaaz Se,
Ab Dhalti Hai Shaam Sharab Ke Sath Mehkhane Mein.

32.
Gham is Kadar Mila Ki Ghabra Ke Pee Gaye,
Khushi Thodi Si Mili to Mila Ke Pee Gaye,
Yun to Naa Thi Janam Se Peene Ki Aadat,
Sharab Ko Tanha Dekha to Taras Khaa Ke Pee Gaye.

33.
Unhein Lagta Hai Ke Hamain
Aadat Hai Muskurane Ki,
Woh Bewafa Yeh Bhi Na Jane
Yeh Ada Hai Gham Chupane Ki.

34.
Door Rah Kar Kareeb Rehne Ki Aadat Hai,
Yaad Bankar Aankhon Se Bahne Ki Aadat Hai,
Kareeb Na Hote Hue Bhi Kareeb Paoge,
Mujhe Ehsas Bankar Rahne Ki Aadat Hai.

35.
Khuda Ne Pyar Ki Koi Keemat Mukkarar Nahi Ki,
Tumne Pyar Ko Vayapar Kyun Bana Diya,
Lifft Maangne Ki Chhod Aadat Har Kisi Se,
Koi Lift Dekar Lift Kar Dega Lift Hone Tak,
Tere Hoton Pe Rakhta Hu Hot Toh Lagta Hai Aisa,
Jaise Baarud Ked Her Par Chingari Laga Di Ho,
Seena Taan Chalne Mein Koi Mardaangi Nahin,
Mard Woh Hai Jise Mahboob Mard Kah De.

36.
Hamare Dil Mein Ab Kadwahat Nahi Hai,
Magar Woh Baat Pahle Si Nahi Hai,
Mujhe Maayush Bhi Bhi Karti Nahi Hai,
Yahi Aadat Teri Achhi Nahi Hai,
Bahut Se Faayde Hain Maslehat Mein,
Magar Dil Ki Toh Yeh Marji Nahi Hai,
Har Ek Ki Dastaa Sunate Hain Jaise,
Kabhi Hamne Mohabbat Ki Nahi Hai,
Hai Ek Darwaja Bin Deewar Duniya,
Chhutkara Gham Se Yahan Koi Nahi Hai.

37.
Haal E Dil Apna Kya Sunaayen Aapko,
Gham Se Baatein Karna Aadat Hai Hamari,
Log Marte Hain Sirf Ek Baar Dost,
Pal Pal Roj Marna Aadat Hai Hamari.

38.
Tujhse Karke Pyar Sangdil
Khud Se Hi Nafrat Ho Gayi,
Raaton Ko Jagte Rahne Ki Ab
Mujhko Aadat Ho Gayi,
Teri Duniya Mein Kya Ho Raha Hai
Tu Bhi Aakar Dekh Jara,
Kisi Ke Bhi Seene Mein Dil Nahi
Saari Duniya Pathar Ho Gayi.

39.
Dard E Judai Sahne Ki Aadat Si Ho Gayi,
Gham Na Kisi Se Kahne Ki Aadat Si Ho Gayi,
Hokar Juda Bhi Yaar Ne Le Liya Jeene Ka Wada,
Rote Huye Bhi Jinda Rahne Ki Aadat Si Ho Gayi.

40.
Auron Ko Bhi Du Main Kya Dosh Bhala Yahan Sagar,
Shayad Gham Sahne Ki Mujhko Hi Aadat Ho Gayi,
Jab Thi Tamannayein Mere Dil Mein Woh Zamane Aur the,
Jisko Khusiyan Chahiye Thi Woh Aatma Toh So Gayi.

41.
Apni Aadat Hai Ke Dil Khol Dikhata Hun Main,
Yehi Hai Vajah Ke Sabhi Se Dhokha Khata Hun Main,

Bas Ranjish Hai Itni Mujhe Tujhse Eh Khudara,
Tere Logon Ko Kabhi Samajh Hi Nahi Pata Hun Main.

42.
Ikatthaa Karke, Woh Mere Katl Ka Samaan,
Bewafa Adaaon Se Teer Chalaate Gaye,
Hamein Aadat Thi Use Muskurata Dekhne Ki,
Isiliye..
Hum Uski Har Adaa Par Muskuraate Gaye.

43.
Aap Ko Miss Karna Roz Ki Baat Hai,
Yaad Karna Aadat Ki Baat Hai,
Aap Se Dur Rehna Kayamat Ki Baat Hai,
Magar Aap Ko Jhelna Himmat Ki Baat Hai.

44.
Har Ek Chehra Ibadat Ban Gaya Hai,
Jise Dekhun Mohabbat Ban Gaya Hai,
Bahut is Kaam Mein Lagne Laga Dil,
Ghazal Kahna Ibadat Ban Gaya Hai,
Kaha Jo Kuchh Bhi Unke Labon Ne,
Hamare Dil Ki Daulat Ban Gaya Hai,
Mohabbat Ki Khusi Ka Ek Lamha,
Sadi Ki Ek Amanat Ban Gaya Hai,
Jara Sa Chhu Liya Tha Maine Unko,
Mahkana Apni Aadat Ban Gaya Hai,
Sukun Apna Toh Hai Khusboo Ke Jaisa,
Hawa Lagte Hi Shohrat Ban Gaya Hai.

45.
Dil Ki Kitaab Kaa Panna Churaa Le Gyaa Koi,
Neend Aankhon Se Udaa Le Gaya Koi,
Peene Ki Aadat Nahi Thi,
Humein Zaam Nigahoon Se Pilaa Gaya Koi.

46.
Tu Salaamat Rahe Ye Dua Hai Hamari,
Dosti Ke Liye Sochna Aadat Hai Hmari,
Kabi Musibat Na Aye Dost Tujh Par,
Yahi Harpal Dil Se Duwa Hai Hamari.

47.
Yun Raton Ko Jagnay Ki Aadat ..
Meri to Na the ..
Na Janay Q Kisi Ki Yaadon Ne ..
Awara Bana Diya.

48.
Bhul Ke Mujhko Agar Tum Ho Salamat..
To Bhul Ke Tujhko Sambhalna Muze Bhi Aata Hai..
Nahi Hai Meri Fitrat Main Yeh Aadat..
Warna Teri Tarha Badalna Muze Bhi Aata Hai..

49.
Kaise Woh Lot Aye Ke Fursat Usse Nahi,
Duniya Samajh Rahi Hai Mohabbat Usse Nahi,
Lagta Hai Aa Chuki Hai Kami Us Ki Chah Main,
Kafi Dinon Se Mujh Se Shikayet Usse Nahi,
Dil Ki Zameen Us Ki Hai Banjar Issi Liye,
Jazbon Ki Barishon Ki Jo Aadat Usse Nahi.

50.
Intzar Ki Aarzu Ab Kho Gayi Hai,
Khamoshiyo Ki Aadat Ho Gayi Hai,
Na Sikwa Raha Na Shikayt Kisi Se,
Agar Hai to Ek Mohabbat,
Jo in Tanhayion Se Ho Gayi Hai..!

51.
Shayad Wo Apna Wajood..
Chod Gaya Hai Meri Hasti Mein,
Yun Sote-sote Jaag Jana..
Meri Aadat Pehle Kabhi Na Thi

52.
เค‡ंเคคเคœ़ाเคฐ เค•ी เค†เคฐเคœ़ू เค…เคฌ เค–ो เค—เคฏी เคนै,
เค–ाเคฎोเคถिเคฏो เค•ी เค†เคฆเคค เคนो เค—เคฏी เคนै,
เคจ เคธीเค•เคตा เคฐเคนा เคจ เคถिเค•ाเคฏเคค เค•िเคธी เคธे,
เค…เค—เคฐ เคนै เคคो เคเค• เคฎोเคนเคฌ्เคฌเคค,
เคœो เค‡เคจ เคคเคจ्เคนाเค‡เคฏों เคธे เคนो เค—เคˆ เคนै…

53.
เค†เคฆเคค เคฌเคฆเคฒ เคฆू เค•ैเคธे เคคेเคฐे เค‡ंเคคेเคœ़ाเคฐ เค•ी,
เคฏे เคฌाเคค เค…เคฌ เคจเคนी เคนै เคฎेเคฐे เค‡เค•เคคिเคฏाเคฐ เค•ी,
เคฆेเค–ा เคญी เคจเคนी เคคुเค เค•ो เคซिเคฐ เคญी เคฏाเคฆ เค•เคฐเคคे เคนै,
เคฌเคธ เคเคธी เคนी เค–ुเคถ्เคฌू เคนै เคฆिเคฒ เคฎे เคคेเคฐे เคช्เคฏाเคฐ เค•ी..

54.
เคญूเคฒเค•เคฐ เคนเคฎें เค…เค—เคฐ เคคुเคฎ เคฐเคนเคคे เคนो เคธเคฒाเคฎเคค,
เคคो เคญूเคฒเค•े เคคुเคฎเค•ो เคธंเคญเคฒเคจा เคนเคฎें เคญी เค†เคคा เคนै,
เคฎेเคฐी เคซ़िเคคเคฐเคค เคฎें เคฏे เค†เคฆเคค เคจเคนीं เคนै เคตเคฐเคจा,
เคคेเคฐी เคคเคฐเคน เคฌเคฆเคฒ เคœाเคจा เคนเคฎें เคญी เค†เคคा เคนै…

55.
เค‰เคธเค•े เคธाเคฅ เคฐเคนเคคे เคฐเคนเคคे เคนเคฎे เคšाเคนเคค เคธी เคนो เค—เคฏी,
เค‰เคธเคธे เคฌाเคค เค•เคฐเคคे เค•เคฐเคคे เคนเคฎे เค†เคฆเคค เคธी เคนो เค—เคฏी,
เคเค• เคชเคฒ เคญी เคจ เคฎिเคฒे เคคो เคจ เคœाเคจे เคฌेเคšैเคจी เคธी เคฐเคนเคคी เคนै,
เคฆोเคธ्เคคी เคจिเคญाเคคे เคจिเคญाเคคे เคนเคฎे เคฎोเคนเคฌ्เคฌเคค เคธी เคนो…

56.
เคธเคฐ เคुเค•ाเคจे เค•ी เค†เคฆเคค เคจเคนीं เคนै,
เค†ँเคธू เคฌเคนाเคจे เค•ी เค†เคฆเคค เคจเคนीं เคนै,
เคนเคฎ เค–ो เค—เค เคคो เคชเค›เคคाเค“เค—े เคฌเคนुเคค,
เค•्เคฏुเค•ी เคนเคฎाเคฐी เคฒौเคŸ เค•े เค†เคจे เค•ी เค†เคฆเคค เคจเคนीं เคนै

57.
เคฌिเคจ เคฌाเคค เค•े เคนी เคฐूเค เคจे เค•ी เค†เคฆเคค เคนै,
เค•िเคธी เค…เคชเคจे เค•ा เคธाเคฅ เคชाเคจे เค•ी เคšाเคนเคค เคนै,
เค†เคช เค–ुเคถ เคฐเคนें, เคฎेเคฐा เค•्เคฏा เคนै..
เคฎैं เคคो เค†เค‡เคจा เคนूँ, เคฎुเคे เคคो เคŸूเคŸเคจे เค•ी เค†เคฆเคค เคนै

58.
เค›ोเฅœ เคคो เคธเค•เคคा เคนूँ,
เคฎเค—เคฐ..
เค›ोเฅœ เคจเคนीं เคชाเคคा เค‰เคธे,
เคตो เคถเค–्เคธ เคฎेเคฐी เคฌिเค—เฅœी เคนुเคˆ..
เค†เคฆเคค เค•ी เคคเคฐเคน เคนै..

59.
เคฎुเคे เคฐुเคฒा เค•เคฐ เคธोเคจा..
เคคो เคคेเคฐी เค†เคฆเคค เคฌเคจ เค—เคˆ เคนै,
เคœिเคธ เคฆिเคจ เคฎेเคฐी เค†ँเค– เคจा เค–ुเคฒी..
เคคुเคे เคจिंเคฆ เคธे เคจเคซเคฐเคค เคนो เคœाเคฏेเค—ी

60.
Shayad Wo Apna Wajood,
Chod Gaya Hai Meri Hasti Mein,
Yun Sote-sote Jaag Jana,
Meri Aadat Pehle Kabhi Na Thi

61.
Bhul Ke Mujhko Agar Tum Ho Salamat
To Bhul Ke Tujhko Sambhalna Muze Bhi Aata Hai,
Nahi Hai Meri Fitrat Main Yeh Aadat,
Warna Teri Tarha Badalna Muze Bhi Aata Hai

62.
Sir Jhukane Ki Aadat Nahin Hai, Aansu Bahane Ki Aadat Nahinhai, Hum Kho Gaye Toh Pachhtaoge Bahut, Humari Laut Ke Aane Ki Aadat Nahin Hai.

63.
Pyar Insan Se Karo Uski Aadat Se Nahi, Rutho Unki Baato Se Magar Unse Nahi, Bhoolo Unki Galtiya Par Unhe Nahi, Kyuki Rishto Se Badhkar Kuch Bhi Nahi.

64.
Badi Tabdiliyan Laya Hu, Main Apne Aap Me Lekin, Bas Tumko Yaad Karne Ki, Wo Aadat Ab Bhi Baaki Hai.

65.
Bin Baat K Hi Ruthne Ki Aadat Hai Tumhari, Kisi Apne K Sath Jine Ki Aadat Hai Humari, App Khush Rahe Humara Kya Hai, Hum to Aaina Hain Tutne Ki Aadat Hai Humari.

66.
Dost Dil Todna Hamari Aadat Nahi, Dil Hum Kisi Ka Dukhate Nahi, Bharosa Rakhna Meri Dosti Par, Dil Mein Basakar Hum Kisiko Bhulate Nahi.

67.
Reh Reh Kar Uske Sath Mujhe Chahat Si Ho Gayi Hai, Baat Karte Karte Uss Sey Humey Aadat Si Ho Gayi Hai, Jis Pal Who Na Miley Ik Bechaini Si Rehti Hai, Nibhaate Hue Dosti Humey Mohabbat Si Ho Gayi Hai.

68.
Hume Hasne-hasane Ki Aadat Hai, Nazron Se Nazar Milane Ki Aadat Hai, Par Hamari to Nazar Unse Hai Ja Mili, Jinhe Nazar Jhukake Sharmane Ki Aadat Hai.

69.
Aadat Hi Bana Li Hai is Shahar Ke Logon Ne, Andaaz Badal Lena, Awaaz Badal Lena, Rasty Mein Agar Milna, Nazron Ko Jhuka Lena, Awaaz Agar Do to, Katra Ke Nikal Lena.

70.
Mein Aadat Hoon Uss Ki,wo Zaroorat Hai Meri, Mein Farmaish Hoon Usski,wo Ibaadat Hai Meri, Itni Asaani Se Kaise,nikaal Doon Usse Apne Dil Se, Mein Khuwaab Hoon Usska,wo Haqeeqat Hai Meri.

71.
Ye Teri Berukhi Ki Hum Se Aadat Khaak Tutegi, Koi Dariya Na Ye Samjhe Ke Meri Pyaas Tutegi, Tere Wade Ka Tu Jaane Mera Wohi Iraada Hai, Ke Jis Din Saans Tutegi Us Din Aas Tutegi.

72.
Uska Chehra Bhi Sunata Hai Kahani Uski, Chahta Hoon Ki Sunu Uss Se Jubani Uski, Woh Sitamgar Hai Toh Ab Uss Se Shikayat Kaisi, Kyonki Sitam Karna Bhi Aadat Hai Purani Uski.

73.
Bin Baat Ke Hi Ruthne Ki Aadat Hai, Kisi Apne Ka Saath Paane Ki Chahat Hai, Aap Khush Rahe Mera Kya Hai, Mein to Aaina Hun Mujhe to Tootne Ki Aadat Hai.

74.
Mujhe Pta Hai, Meri Khuddari Tumhe Kho Degi, Main Bhi Kya Karu, Mujhe Maangne Ki Aadat Nahi.

75.
Jeene Ki Yeh Kaise Aadat Lagi, Bematlab Ye Karze Chadh Gaye, Haadson Se Bach Ke Jaate Kahaan, Sab Rote Hanste Seh Gaye.

76.
In Behte Hue Aansuon Se Aqidat Hai Mujhe Bhi, Unki Tarha Hi Khud Se Shikayat Hai Mujhe Bhi, Wo Agar Nazuk Hain to Main Bhi Pathar Nahi, Tanhai Mein Rone Ki Aadat Hai Mujhe Bhi.

77.
Kaise Kehde Ki Unse Milne Ki Chahat Nahi, Bekarardil Ko Ab Bhi Rahat Nahi, Bhula Dete Unhe Bhi Magar Kya Kare Dost, Kisi Ko Bhulane Ki Isdil Ko Aadat Nahi.

78.
Zakhm Ban Jane Ki Aadat Hai Unhe, Rula Kar Muskrane Ki Aadat Hai Unhe, Milenge Kabi to Khoob Rulayenge Unhe, Suna Hai Rote Huye Lipat Jane Ki Aadat Hai Unhe.

79.
Har Ek Se Achchi Baat Karna Fitrat Hai Hamari, Har Ek Khush Rahe Ye Hasrat Hai Hamari, Koi Hum Ko Yaad Kare Ya Na Kare, Har Ek Ko Yaad Karna Aadat Hai Hamari.

80.
Meri Khamoshi Meri Aadat Hain, in Dooriyon Mein Bhi Meri Chahat Hai, Meri Zindagi Agar Khubsurat Hain, to Uski Wajah Aap Ki Muskurahat Hain.

81.
Tumhari Khamoshi Hamari Aadat Hai, in Dooriyon Mein Bhi Hamari Chahat Hai, Hamari Zindagi Agar Khoobsurat Hai, to Uski Wajah Bhi Aapki Muskurahat Hai.

82.
Kyun Dil Ke Itna Karib Aa Jata Hai Koi, Kyun Apnepan Ka Ehsaas Kara Jata Hai Koi, Jab Dil Ko Aadat Si Ho Jaati Hai Uski, Kyun Utni Hi Dur Chala Jata Hai Koi.

83.
Ek Tamanna Thi Jho Hasrat Ban Gayi, Kabhi Dosti Thi Ab Mohabbat, Ban Gayi, Kuch is Tarha Shamil Hue Tum Zindagi Main K, Tujhe Sochte Rehna Meri, Aadat Bn Gayi.

84.
Lahu Bahane Ki Aadat Hai Unhe, Rulake Hasane Ki Aadat Hai Unhe, Milenge Ab to Khub Rulayenge Unhe, Suna Hai, Rote Huye Lipat Jane Ki Aadat Hai Unhe.

85.
Pyar Cheez Nahi Jataane Ki, Hame Aadat Nahi Kisiko Bhulane Ki, Hum Isliye Kam Milte Hain Aapse Kyunki, Kuch Rishto Ko Nazar Lag Jati Hai Zamane Ki.

86.
เคนเคฎ เคญी เคคเคธ्เคฒीเคฎ เค•ी เค–़ू เคกाเคฒेंเค—े
เคฌे-เคจिเคฏाเคœ़ी เคคिเคฐी เค†เคฆเคค เคนी เคธเคนी

87.
เคธाเคฆिเค•़ เคนूँ เค…เคชเคจे เค•़ौเคฒ เค•ा ‘เค—़ाเคฒिเคฌ’ เค–़ुเคฆा เค—เคตाเคน
เค•เคนเคคा เคนूँ เคธเคš เค•ि เคूเคŸ เค•ी เค†เคฆเคค เคจเคนीं เคฎुเคे

88.
เคธเคฎंเคฆเคฐ เคฌเคนा เคฆेเคจे เค•ा เคœिเค—เคฐ เคคो เคฐเค–เคคे เคนैं เคฒेเค•िเคจ​,
​เคนเคฎें เค†เคถिเค•़ी เค•ी เคจुเคฎाเค‡เคถ เค•ी เค†เคฆเคค เคจเคนीं เคนै เคฆोเคธ्เคค​।

89.
เคฒोเค— เคตाเค•िเคซ เคนैं เคฎेเคฐी เค†เคฆเคคों เคธे,
เคฐूเคคเคฌा เค•เคฎ เคนी เคธเคนी เคชเคฐ เคฒाเคœเคตाเคฌ เคฐเค–เคคा เคนूँ।

90.
เคญूเคฒเค•เคฐ เคนเคฎें เค…เค—เคฐ เคคुเคฎ เคฐเคนเคคे เคนो เคธเคฒाเคฎเคค,
เคคो เคญूเคฒเค•े เคคुเคฎเค•ो เคธंเคญเคฒเคจा เคนเคฎें เคญी เค†เคคा เคนै,
เคฎेเคฐी เคซ़िเคคเคฐเคค เคฎें เคฏे เค†เคฆเคค เคจเคนीं เคนै เคตเคฐเคจा,
เคคेเคฐी เคคเคฐเคน เคฌเคฆเคฒ เคœाเคจा เคนเคฎें เคญी เค†เคคा เคนै।

91.
เคฆेเค– เค•เคฐ เคฆिเคฒ-เค•เคถी เคœ़เคฎाเคจे เค•ी
เค†เคฐเคœ़ू เคนै เคซ़เคฐेเคฌ เค–ाเคจे เค•ी
เค เค—़เคฎ-เค-เคœ़िंเคฆเค—ी เคจ เคนो เคจाเคฐाเคœ़
เคฎुเค เค•ो เค†เคฆเคค เคนै เคฎुเคธ्เค•ुเคฐाเคจे เค•ी
เคœ़ुเคฒ्เคฎเคคों เคธे เคจ เคกเคฐ เค•ि เคฐเคธ्เคคे เคฎें
เคฐौเคถเคจी เคนै เคถเคฐाเคฌ-เค–़ाเคจे เค•ी
เค† เคคिเคฐे เค—ेเคธुเค“ं เค•ो เคช्เคฏाเคฐ เค•เคฐूँ
เคฐाเคค เคนै เคฎिเคถเค…เคฒें เคœเคฒाเคจे เค•ी
เค•िเคธ เคจे เคธाเค—़เคฐ ‘เค…เคฆเคฎ’ เคฌुเคฒंเคฆ เค•िเคฏा
เคฅเคฎ เค—เคˆं เค—เคฐ्เคฆिเคถें เคœ़เคฎाเคจे เค•ी

92.
Aadat Unki Ab Kuch Iss Tarah Ho Gayi,
Ab Unki Berukhi Se Bhi Mohabbat Ho Gayi

93.
Nafrat Bhi Karoge Toh Aaungi Tere Paas,
Dekh Tere Begair Rehne Ki Aadat Nahi Mujhe

94.
Yeh Dil Bhulata Nahi Hai Mohabbatein Uski,
Pari Huyi Thien Mujhe Kitni Aadatein Uski

95.
Mere Chehre Se Mera Dard Na Parh Paoge Wasi,
Meri Aadat Hai Har Baat Pe Muskura Dena

96.
Mere Saath Chalna Hai Toh Dard Sehne Ki Aadi Ban Jao,
Mera Mashgala Hai Kaanton Se Khelna Aur Tum Abhi Phool Jaisi Ho

97.
Sheher Bhar Mein Aik Hee Pehchan Hai Hamari,
Surkh Aankhen, Bikheri Zulfein, Udas Chehra Nawab Aadat

98.
Yeh Na Samjho Ke Humein Tumse Mohabbat Nahi,
Humein Toh Aadat Hai Bus Khamosh Rehne Ki

99.
Kuch Unki Wafaon Ne Luta, Kuch Unki Inayat Maar Gayi,
Hum Raaz E Mohabbat Keh Na Sake, Chup Rehne Ki Aadat Maar Gayi

100.
Aadatein Mukhtalif Hain Hamari Duniya Walon Se,
Kam Mohabbat Karte Hain Per Lajawab Karte Hain

Related Tags: Aadat Shayari in Hindi 2022


Related Post